Followers

Whatsapp ke is setting ko on kardo apka whatsapp kabhi hack nhi hoga | Whatsapp two step verification enable

Hello doston to kaise hai aplog to aaj ke is article me maine apko bataya hai ki aap apne whatsapp me Two step verification kaise laga sakte hai to chaliye fir start karte hai

                                                                              


Hello dosto agar aap whatsapp chalate hai our app ko hameshaek dar rahta hai ki apka whatsapp hack na ho jaye to ab darne ki jarurat nhi hai kyunki mai apko aaj whatsapp ek setting ke bare me batane ja rha hu jis se aap agar enable kar dete hai to app ka whatsapp safe rahega .mai apko do point bataounga ki app ko kaise karna hai isse hone wale  fayede kya hai to chaliye fit start karte hai.

dosto mai aaj apko batane ja rha hu ki app whatsapp two step verificetion code apne whatsapp me kaise enable hota hai hai or app ka whatsapp account kaise safe rahega 


Whatsapp two step verification code (benefits)

dosto enable karne se pahelemai app ko iske benefits bata deta hu agar aap apne whatsapp me two step verification code laga ke rakhte hai to aap ke whatsapp ko hack nhi kar payega jaise man lo aap ka phone chori ho gaya to aap ka phone reset kar ke apka whatsapp reset karke app ka whatsapp koi our on nhi kar sakta bina aap ke permission ke ya fir koi aap ka phoneleke apka whatsapp delete karke dubara usi number se whatsapp bana leta hai to wo dubara whatsapp on nhi kar payega bina aap ke permission ke wha usko two verification code dalna padega jo ki shirf aap pata rahega

How to enable ?

 * sabse pehele apko app ko apna whatsapp on karna hai uske baad apko right side me top pe thiree dosts dikhai dega apko uspe cilck karna hai

* uske baad apko setting wala option pe click karna hai jo ki sabse niche milega apko.

* uske baad apko account wala option pe click karna hai jo ki dusre number par hoga.

* uske baad apke samne 6 option ajsyega to aap ko two step verification wala option par click karna hoga .

* uske baad apk samne ek new page open ho jayega or apko sabse niche dekhna hai ki green colour ka enable ka option dekhai de raha hoga apko uspe click kar ke on kar dena hai .

* uske baad apke samne ek naya page opne ho jayega apko 6 - digit pin dalne ka option ajayega to apko kya karna hai ek 6- digit pin  password create karna hai .

* uske baad apko next kar dena hai uske baad apke samne ek naya page opne ho jayega .

* confirom your pin to apko dubara se wahi pin re-enter kar dna hai or next kar dena hai.

*uske baad apke samne ek naya page opne ho jayega apko apna email dalne ka option dikhega to aap ko apna email dalna hai aisa email jo hamesha active rahe kyuoki kabhi kabhi kya hota hai app apna email bhool jate hai to pareshani hoti hai ise karne me to isme activ email dalna hai taki aap apna tow step code bhool jate hai hai to forgett passward ka otp isi mail pe jayega to hi apka whatsapp on hoga .

*uske baad apke samne ek page open hoga re-enter your your email to apko apn email re-enter karna hoga or save button p click kar dena hai 

* uske baad apke samne ek page open hoga ki apka two step verification is enable to apko done pe  click kar dena hai 

* uske baad apke samne ek oage open hoga jisme likha hoga disable , change pin , change email to apka kaam ho gaya hai ab jab bhi aap whatsapp chalu krenge to apse two step puchega fir uske baad aap ka whatsapp chalu hoga fir aap apna whatsapp ashani se chala sakte hai 

 * uske baad aap jab chao tab ise band kar sakte ho apko bas disble wala option pe click karna pdega or ye option band ho jayga.

To dosto umeed karta hu ki apko ye article passand aaya hoga agar passand aaya hoga to comments karke jarur bataye or apne doston ke sath jarur share karen.

 

@armaanalltech @whatsapptrick @whatsapptwostepverification  



एक टिप्पणी भेजें

और नया पुराने