Followers

How to use two sharechat account in one mobile ? Ek phone me do sharechat app kaise chalaye

Hello dosto aaj ki is article me mai apko batane wala hu ki app ek phone me do sharechat account kaise chala sakte ho bhoot hi naasani tarika se to dosto ajj ki is article ko carefully padhna hai mai apko ek ek step acche se bataunga to chaliye fir start karte hai .



1.dosto agar aap ek phone me do sharechat app chalana chahte hai to uske liye apko sharechat aap me koi option nahi milega ki aap ek sharechat app me to alag alag account ko access kar sake uske liye apko  ek sharechat app ka clone download karna hoga jisse app ek phone me do alag number se account bana sakte hai kaise karna hai mai app ko batata hu bahut hi asan hai 

2. dosto apko ek app download karna hai jiska name hai app cloner jiska link maine isi point ke niche diya hai us app cloner ko aap ko apne phone me download karna hoga our uske bad app ko kya krna hai 3 point ko dekhe.

                                            DOWNLOAD

3. Dosto jaise hi aap aap app cloner ko download karenge to usko Install karna Hai Jab aap ke phone me app cloner download ho jayega uske bad apko usko apne phone me open karna Hai uske bad apke samne kuch is tarah ka Interface Ajayega jaise apko niche image me dikhai de rha hai

   

 
 
4. uske bad apke samne ye interface aayega apke phone me jitne bhi app honge sab ke sab yaha show up honge to apko jis app ka bhi clone banana hai usko search karna hai jaise ki apko niche image me dikhai de rha hai

  

 

5. uske bad apko kya karna hai sharechat ke wale icon pe click karna niche apko ek image dikhai de rha hoga usme sabse phale jo option hai clone number uspr apko click karke jitna bhi app sharechat app ka clone banana chahte hai utna number select kar lena hai jaise ki apko apne phone me 2 account chalana hai sharechat app ka to app ka do number select karna hai or uskebad apko name change karna ka option mil jayega aap sharechat app ka name rename kar sakte hai 

uske bad apko ek louncher colour ka option dikhai dega to app agar chahte ho ki app colour change karna to kar sakte ho

uske niche bhi 2-4 option hai jaise flip icon rotate icon add badhge replace icon to app kar sakte ho





6. uske bad apko right side me ek right ka option dekhega to apko uspe cilick karna haicilick karne ke bad thoda sa proccess hoga to apko wait karna hai our jab clone ban jayega to apke Phone screen pe do sharechat app image me dikhai de rha hoga



Jo Original app hoga uska size thoda bada hogato apko clone pe click karke new sharechat account bana lena hai new number se aise karke app ek phone me do sharechat app use kar sakte hai alag alag number se

                                                           ( NOTE )

Aapko iske liy sharechat ka version 12.41 download  karna hoga tabhi app apne phone main ek sath 2 se 20 shaerchat app account use kar sakte hain.

dosto umeed karta hu ki app ko ye Artical  Ache se Samjh Me Aaya hoga agar apko pasand aaya hoga to please comments karke jarur bataye OR Is post ko apne dosto ke sath jarur share kare 

@sharechatclone @sharechat @appcloner
 
 

1 टिप्पणियाँ

और नया पुराने