Followers

Yono sbi app : Yono sbi ka username or password kaise reset karen | how to reset yono sbi username or password

Hello doston aaj ke is article me mai apko batane wala hoon ki agar aap bhi yono sbi ka username or password bhool gaye hai to aap kaise ise reset kar sakte hai to chaliye fir aapko batate hai kuchh asaan step


Yono sbi app: Yono : you only need one (Yono) state bank of india ke dwara live kiya gaya ek digital banking plateform hai. sbi accont YONO app or website ka istemal karke net banking , opening fix deposite transaction history dekhne ke liye shopping medical bill jaisi sewaon ka fyda utha sakte hai app android or ios users dono ke liye available hai kai bar users jyadatar senior citizen app me login karne ke liye apna user name ya password bhool jate hai to aise me sbi yono username ,password ya MPIN ko reset karne me madad karne ke liye hum aapko step by step process batayenge iski madad se app asaani se apne password our MPIN ko reset kar payenge .

YONO SBI APP 

Yono smartphone par banking se judi lagbhag sabhi sewaon offer karata hai users aapke online sbi login ya ATM card , account details ke sath yono pp /portal par login kar sakte hai mobile par yono app ka istemal karne ke liye 6 digital MPIN ya password set kar sakte hai password or MPIN dono hi yono app ki privacy or security sunischit karte hai .

SBI YONO USERNAME KO AISE RESET KAREN

Bhartiya state bank of india ki official website kholne ke liye onlinesbi.com par jaye. 

Vyaktigat banking me login ke option par click karen.

iske baad account detail section me username /Forget user name par click karen.

Drop - Down menu se Forget Username/log in par click karen.

Pop window par next par click karen.

iske baad CIF number ,desh registerd mobile number or capta code ke sath jaruri details fill karen our submit button par tap karen.

Ab apne registerd mobile number par aaye OTP ko yahan enter karen our confirm par click karen.

Sbi portal aapko screen par aapka naya yono sbi login user name dega aapko apne registerd mobile number par iske liye ek taxt message bhi bheja jayega .

YONO SBI PASSWORD AISE RESET KAREN.

Sabse pehele onlinesbi.com par jaayen or account details section me Forget password par click karen.

Forget password my login password option ko select karen.

ab pop window par next par click karen.

Apna user name account number , registerd mobile number date of birth or capta code ke sath sabhi jaruri details ko bharen. iske baad submite kar de.

Apne registerd mobile number par recieved OTP ko enter karen.

Apna password reset karen our submit ka button dabayen.


YONO  SBI MPIN AISE REMOVE KAREN.

Agar aap apna MPIN bhool gaye hai to aapko apna pehele wala MPIN remove karna hoga our fir use reset karna hoga .

Yono sbi app kholen our apne user name our password ka istemal karke login karen

Ab click links par jaaye our service request option par tap kare.

Emergency section me manage pin ka option  select karen. ab remove MPIN par tap karen our process ko pura karne ke liye apna yono sbi profile password enter karen.

pop up massage par yes par click karen . kya aap confirm hai ki aap apna MPIN remove karna chahte hai .

'YES' par click karen or apka SBI MPIN succesfully  hata diya jayega .

YONO MPIN KO RESET KARNE KE LIYE.

State bank of india yono app open karen or login ke option par click karen.

Ab MPIN section me login ke tahat set MPIN par tap karen.

Iske baad apna yono sbi user name our password enter karen.

Ab apna new sbi MPIN set karen.

Confirm karne ke liye aapko apne registerd mobile number par aaye OTP Enter karen.

To doston aise karke aap yono sbi app me user name , password , mpin ,mpin reset , kar sakte hai to umeed karta hoon ki aapko ye article usefull laga hoga agar useful laga ho to apne doston ke sath jarur share karen or hume comments kareke jauru batayen ki apko ye article kaisa laga .

# Tags , Yonosbi  , yonompin , yonoforget  yono user name change

एक टिप्पणी भेजें

और नया पुराने