Followers

Whatsapp business app kya hai | or ise kaise download kare ?

 Hello dosto to aj ke is artical me mai aap ko batane wala hu ki whatsapp business kya hai | ise kaise download kare or ise kaise use kare ?



 

 Whatsapp business kya hai whatsapp business ke bare me hm sabhi ko pata hai lekin kya aapko ye pata hai ki whatsapp business ke kya fayden hai

suru me to whatsapp business ko leker kai rumors or speculation samne aaye hai lekin sayd kisi me sahi nhi thi keuyki ye khabar official publish nhi ki gai thi lekin pichle mahine hi whatsapp jo ki ak facebook owned company hai unone officially iske bare me bataya jata hai

 fir bhi iske bare me puri jankari abhi tak bhi mila hai ki nhi lekin sunne me aata hai ye mukhy tor se enterprise ko najar me rakhkar banaya gya hai to fir bina deri kiye chaliy suru karte hai or jante hai ki aakhir whatsapp business kya hai or hmare ye kis kam aata hai

 whatsapp business application kya hai ?

whatsapp business aapke business ko badhwa dene ke liy ak pletform hai | ye app apko apne costumar ke sath bat or apne barand ko vikashit karne ke liy banya gya hai |

 

whatsapp business ak puri tarh naya feature hai jise ki company ke dawra chalu kiya gya hai lekin iska istamaal abhi ke liy ke kewal beta testers hi kar sakte hai jaise ki iske naam se hi pta chalta hai ki ye mukhy rup se business ko dheyan me rakhkar banya gya hai 

 

ise whatsapp ki users base ki madad se dusre clicent se judne ki liy banaya gya hai ab businesses isme signup karke is platform me jud sakte hai or iske service ka istmall kar apne costomers ko new update pradan kar sakte hai jaise ki timengs confirmation or dusri jankari .

latest report ke mutabik whatsapp apne consumer -centric messagion app ko is nye aane wale business- related service se alag rakhne ki kosish krega is liy is app ke tor par launch karne ki soch rha hai or jise unhone whatsapp business ka naam rakhne ka tay kiya hai |

sun ne me ye bhi aaya hai ki company ne ak nhi do alag alag services launch karne ka planining kiya  hai inme se ak hoga small busineses ke liy wahi dusra hoga large enterprises ke liy  

yesa sun ne me aaya hai ki small businesses wala service free rahega lekin large enterprises me shayd aapko service ke liy paiso ka bhugtan karna pad sakta hai 

whatsapp business or inke features kya hai 

dono apps ke features ke bare me discuss karne se pahle ak bat dena chahata hu ki dono apps dikhane me lag bhag ak saman hi najar aayenge \

Kyonk ki jo pictures inke layak huy hai wha inke user interface bahut had tak similar hai bas jo main difference dekhne ko mila hai 


whatsapp business kaise download kre

whatsapp business kaise download kare isko download karene ke liy app apne mobail phone ke aap stor me ja sakte hai jaise google play stor android ya apple app stor ios aur ye steps follwo kre 

* apne mobail phone par app stor khole 

* aur sarch bar me whatsapp business likhe fir apko whatsapp business ka ak logo dikhai dega uspe click kare fir uske bad instal ka option dikhai dega us par click kare kuch der time lagega fir instal ho jayega 

*instal hone ke bad aap ko khole aur apna whatsapp business ka accont bna le 

fir uske bad ap apne bio me ap apne jo business  karte hai uske bare me ya apne bare me likh sakte hai 

* aur whatsapp business ke rulls ko fallow krna pdega apko

* whatsapp business kewal android aur ios users ke liy hai 

* yeh computer ya  apple me use nhi kar sakte hai 


To doston jaisa ki apne dekha ki maine apko bataya ki kaise aap whatsapp bussiness download kar sakte hai or Gb whatsapp kya hai asa karta hu ki apko ye article pasand aaya hoga agar pasand aaya ho to is article ko apne doston me jarur share karen


#bussiness whatsaap #whatsaap #bussiness


एक टिप्पणी भेजें

और नया पुराने